Jazz cash minor account
Inaam ul Rehman
Mera minor account tha jo kisi faisalabad ke guardian ke thru bna tha ab 2 Saal se uper time ho gaya h or guardian ka number band ja rahaa h ma study ke silsale ma islamabad agaya tha ab muje account bi new open krna tha or apne old account se amount bi nikalni thi ma ne boht dafa help line. Pe calls ki Un ki hr requiremnet ko pora kia leqin ab help line wale calls cut kr rahe meharbani kr ke meri amount mere cnic pr transfer kr ke mera account band kr de
Details :
Jazz cash no :
03294123117
Cnic : 3110379982397